Nazar Bad Ka ilaj Surah Ikhlas Se
Nazar Bad Ke Asrat Khatam Karne Aur Is Se Mehfoz Rane Ke Liye Aaj Is Post Mein Ham Ap Ko Surah Ikhlas Ka Rohani Amal Bataen Gay. Pehla Amal Surah Ikhlas Ka Wazifa Hai Aur 2sra Amal Naqsh Ism E Azam Ka Hai. Dono Mein Se Ju Amal Ap Asani Se Kar Skte Hon Ap Karen Insha Allah Apko Fida Ho Ga. Is Post Mein Ham In Dono Rohani Amal Ko Tafsil Se Bayian Karne Ki Koshish Krein Ghay.
Wazifa Surah Ikhlas
Agar Ap Nazr E Bad Ka Ilaj Karna Chahti Hain Tu Ap Es K Liye Bad Namaz E Isha Awal O Akhair 11 Bar Durood Ibrahimi Aur Darmiyan Mein 131 Bar Surah Lkhas Ki Tilawat Karen Aur Es Wazifa Ko 11 Roz Tak Jari Rakhen. In Shaaa Allah Ap Ko Nazr E Bad Se Nijat Mil Jaye Gae.
Agar Koe Bhai Ya Behan Kisi Waja Se Wazifa Na Kar Sakhen Tu Wo Naqsh Ism E Azam Sharif Ko Arabi Mein Muskh , Amber , Zafran Aur Gulab Se Tehreer Kar K Apne Pas Bhe Rkhain Aur Apne Ghar Mein Bhe Pak Jagha Par Rakhain . Insha Allah Ju Barkat Wazaif Ki Hain Wohi Barkat Aap Ko Ism E Azam Sharif K Arabi Naqsh Ki Hasil Hon Ghe . Ism E Azam K Arabi Text K Liye End Mein Mojood Button Par Click Karen.
Naqsh Isme Azam
Naqsh Isme Azam Allah k zati Naam Mobarak Ka Arabi Naqsh Hai . Afzal Ye Hai k Aap Iss Naqsh ko Mushk , Amber , Zafran Aur Gulab Se Khud Tehreer kar k apne ghar mein Rakhain Aur Agr Ye Aap k liye Mushkil ho tu Aap Iss Naqsh ko Astana Se Sirf Mushk , Amber ,Zafran Aur Corroior Ka Kharch Ada kar k Hasil kar lain . tafisl k liye nechay Mojood Button Par Click krain .\