The Secrets Of Dua Online

Secrets Of Dua Online Ko Dua Haqeeqat Mein Dua e Batin Kaha Jata Hai. Dua e Batin Aik Aisi Dua Hai Jise Ada Karne Mein Sirf 40 Second Lagta Hai . Mager Is Aik Minute Mein Ap Ko Allah Ki Bargaha Se Kiya Ajar Milta Hai Aur ApKitne Afrad Ki Duaen Hasil Kar Lete hain Ye Ap Aur Hamari Soch Se Bohat Bari Baat Hai .

Secrets Of Dua Online

 

Dua e Batin K Alfaz
اے رحیم و کریم مولا ہم تجھ سے تیری رحمت اور محمد و آل محمد ﷺ کے وسیلے سے دعا کرتے ہیں کہ تو ہماری مغفرت فرما دے اور ہر اس فرد کی دعا کو بھی قبول فرما جس نے تیرے حبیب حضرت محمد مصطفی ﷺ پر درود پڑھا اور تجھ سے محمد و آل محمد ﷺ کے وسیلے سے مانگا۔

 

Ooper Byian kiye gaye Alfaz Ko Parne Mein 10 Sec Lagte Hein Aur Aik Bar Durood e Ibrahimi
Wird Karne Mein 30 Second Total 40 Se 60 Second Mein Ap Dua e Batin K Alfaz Ko Ada Kar Sakte Hein .Ye Dua Ap Kahin Bhi Aur Kisi Bhi Pak Jaga Par Ada Kar Sakte Hein .Ap Jahan Bhi Is. Dua K Alfaz Ko Ada Krein Gay Is Ka Matlab Ap Is Dua Main Shamil Hain .
Yani Is Dua Mein Shamooliat k liye Ap Ko Kahin Bhi Jane Ki Zaroorat Nahi Ap Apne Ghar Mein Rahty Howe Is Dua Mein Shamil Ho Sakte Hein .Is Dua Ko Ap Urdu Mein Bhi Parh Sakte Hain Aur Arabic Mein Bhi Har Wo Fard Dua e Batin Mein Shamil Hai Jo Allah Ki Bargah Mein Hath utha Kar Aik Bar Mazkoora bala Kalimat Darood Sharif k hamra Tilawat Karta Hai. Dua e Batin Ki Fazilat Jo Batein Hamare Samne Ayein Hein In K Mutabik Dunia Mein Mojood Koe Mushkil,Pareshani Ya Bimari Aisi Nahi Jo Dua e Batin Se Door Na Howe Ho.Karobari Nakamai ,Job,Tangdasti,Ghraylo Fasadat,Bimari,Jadu,Bure Taweezat,Nazar e
Bad,Jinnat,Dushman Aur Is Tarha Ka Koe Bhi Masla Is Dua Ki Barkat Se Fori Door Ho Jata Hai. Is Dua Mein Shamil Hone Wale Afrad Ko Allah Ki Zaat Ghaib Se Rizq Ata Farmate Hein . Dua Mein Shmail Afrad Ki Jaan,Maal,Izat Aur Aulad Allah Ki Hifazat Mein Rehte Hein . Jin Behno K Ache Rishte Na Atay Hon Wo Is Dua Mein Zaroor Shamil Hon Insha Allah Sirf
Chand Dino Mein In K Liye Ache Rishte Ane Lagen Gay .Jo Bimar Hein Is Dua Ki Barkat Se Jald Shifa Patay Hein .
Jo Qarz Mein Mubtila Hein Allah Ki Zaat un Afrad Ko Qarz Se Jald Nijat AtaFarmate Hein .
Jin Behno K Shohar un K Jaiz Haqooq Pooray Nahi Karty Wo Dua Mein Shamil Hon Insha Allah Allah Ki Zaat Ap K Shohar K Dil Mein Aap Ki Bay Hud Mohabbat Paida Farma
Dein Gay .
Jo Bay Aulad Afrad Is Dua Mein Shamil Hote Hein Allah Ki Zaat un Ko Aulad SeZaroor SarfarazFarmate Hein .

Algharz Dunia Mein Koi Bhi Mushkil Aisi Nahi Jo Dua Se Hal Na Ho Aur Dua e Batin Allah Ki Ghaibi Madad Hasil Karne Ka Bohat Bara Zaryia Hai . Silsila Se Qurani Naqoosh
Mangwane Wale Afrad Is Dua Mein 3 Din Tak Zaroor Shamil Hon .

Dua e Batin Aur Hadees About Dua

Aisi Dua Jis Mein Gunah Na Ho Aur Rishta Torne Ki Khawahish Na Ho Allah Ki Zaat Aisi Dua Ko Jald Qabool Farmate Hein . Dua e Batin K Alfaz Par Ager Ap Ghor Krein To Ap Ko Pata Chale Gha Is Mein Ap Ko Gunah Aur Taluq Torne Ki Dua Nahi Mile Gi .
Mareez Ki Dua Ko Allah Jald Qabool Farmate Hein .Dua e Batin Mein Har Roz Hazaron Mareez Bhi Shamil Hote Hein Jo Ap K Liye Allah K Huzoor Dua Karte Hain .
Mazloom Ki Dua Ko Allah Jald Qabool Farmate Hein .
Dua e Batin Mein Har Roz Aise Afrad Bhi Shamil Hote Hein Jo Mazloom Hain Aur Sina phata Hai un K Oper Howe Zulam Ko Sun Kar . Dua e Batin Mein Ap Ko un Mazloomo
Ki Bhi Dua Milti Hai Jo Allah Ki Bargah Mein Rad Nahi Hoti.
Musafir Ki Dua Allah Ki Zaat Jald Qabool Farmate Hain Dunia Mein Mojood Bay Had Log Aise Hain Jo Safar K Doran Is Dua Mein Shamil Hote Hain Aur Hadees Mobaraka K Mutabik Musafar Ki Dua Kabhi Rad Nahi Hoti .Yani Is Dua Mein Shamil Ho Kar Ap Hazaron Musafreen Ki Dua Bhi Hasil Kar Lete Hein.
Dosron K Liye Allah Ki Bargah Mein Dua Mangna.

حضرت ابولدرداؓ سے روایت ہے کہ حضرت محمد مصطفٰی ﷺ نے فرمایا

کسی مسلمان کی اپنے مسلمان بھائی کے لئے اس کی غیر موجودگی میں کی گئی دعا ضرور قبول ہوتی ہے۔ اس (دعا کرنے والے) کے سر پر ایک فرشتہ مقرر ہوتا ہے اور جب بھی وہ اپنے بھائی کے لئے خیر و بھلائی کی دعا کرتا ہے تو فرشتہ آمین کہتے ہوئے یوں کہتا ہے

اللہ تمہیں بھی وہ خیر و بھلائی عطا کرے جو تم اپنے بھائی کے لئے مانگ رہے ہو ۔صحیح مسلم

Is Hadees Mubaraka K Mutabik Dua e Batin Mein Shamil Har Fard Apne aur Dosray Musliman

Bhaion K Liye Is Ki Ghair Mojoodgi Mein Hi Dua Kar Raha Hota Hai .

Aisi Zuban Se Dua K Liye Kahna Jes Se Ap Ne Gunah Na Kya Ho .

Dua e Batin Mein Shamil Sabi Afrad Aise Hein Jen Ki Zuban Ko Ap Ne Gunah K Liye Istimal Nahi Kya Aur Na Hi Ap Ne In Se jhoot Bolnay Ko Kaha . Matlab Ye K Ap Ne un Afrad Ki Zuban Se Kabi Gunah Nahi Kia .Lehaza Rowait K Mutabik Ager Ye Afrad Ap K Liye Dua Krein Gay To Ye Dua Rad Nahi Ho Gee.

(Rawait Hazrat Moosa A.S.)

Jo Fard Dua Mein Allah Ki Zaat Se Apne Liye Maghfirat Talab Kar K Dosroon K Liye Dua

Karta Hai Allah Ki Zaat us Ki Dua Ko Qabool Farmate Hein.

Dua e Batin K Alfaz Mein Har Fard Apne Liye Maghfirat Bhi Allah Ki Zaat Se Mangta Hai Jo Ap

Ki Sabi Duaon K Qabooliat Ke Waja Ban Sakti Hai .

Jis Dua Mein Allah Ki Hamd Aur us K Bad Huzoor Nabi Akram ( صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم ) Par

Durood Parha Gia Ho Wo Dua Jald Qabool Hoti Hai .

Dua e Batin K Alfaz Par Ghor Krein To Pata Chale Ga K Is Dua Mein Allah Ki Hamd Aur Durood

Sharif Dono Shamil Hein .

Mohammad O Ale Mohammad Ki Mohabbat Dil Mein Paida Karna

Dunia Mein Allah Ka Dost,Faqeer Aur Sab Se Zaida Mohabbat Karne Wala Wo Hai Jes K Dil

Mein Mohammad O Ale Mohammad Ki Mohabbat Hai Aur Wo Dosron K Khali Dilon K liye Allah

Ki Bargah Se Mohammad o Ale Mohammad Ki Mohabbat Mang Raha Hai.

Dosron k liye Allah Ki Bargah Se Mohammad o Ale Mohammad Ki Mohabbat Mangne Ki Dua

Kamal Ki Fazilat Ki Hamal Hai . Aur Aise Duaen Mangne Walon Ki Dua Ka Rad Hona Mumkin Nahi .

Dua e Batin Mein Ap Allah Se Logon K Liye Haqeekat Mein Mohammad O Ale Mohammad Ki

Mohabbat Bhi Mang Rahe Hote Hein.

Yateem Ki Dua

Yateem Ki Dua Bhi Allah Ki Bargah Mein Jald Qabool Hoti Hai Aur Dua e Batin Mein Hazaron

Yateem Bhi Shamil Hote Hein .

Bay Los Dua Karna

Jo Afrad Dua e Batin Mein Shamil Hote Hein Wo Na To Ap Ko Jante Hein Aur Na He un Ka Ap K Sath Koe Maqsad Wabasta Hai .Un Sab Afrad Ki Duaen Ap K liye Bay los Hein .Lehaza Allah

Huzoor Jab Kisi Fard K Liye Be Los Dua Ki Jae To Wo Qabool Hoti Hai .Aur Dua Batin Ki Dauen Ap K liye Be Los He Hein .

Bachon Ki Dua

Bachoon Ki Dua Ko Bhi Allah Jald Qabool Farmte Hein .

Dua e Batin Mein Bohat Se Waldain Aise Bhi Hain Jo Apne Bachoo Ko Is Dua Mein Zaroor

Shamooliat Karwaty Hein

1 -Dua K ilawa Azmat Wala Amal Allah K Nazdeek Nahi ( Tarmazi Sharif)

2 -Ager Koe Cheez Taqdeer Ko Badal Sakti Hai To Wo Dua Hai ( Tarmazi Sharif)

3 -Jo Bala Nazil Hai Aur Jo Bala Nazil Hone Wali Hai Is Se Nijat K liye Dua Karo.

( TarmaziSharif )

Dua Ki Qaboliat Ki 3 Sorten Hein

Pahli Sorat

K Ap Ne Jo Allah Se Manga Ap Ko Wohi Mil Jaye

Dua Ki Qaboliat Ke 2sri Surat

Baz Oqat Aisa Hota Hai K Fard Ne Allah Se Jo Manga Wo Is K Haq Mein Behter Nahi Hota To

Aisi Surat Mein Allah Ki Zaat Is Dua Ki Barkat Se us Fard Ko us Cheez Ka Koe Naymal Badal Ata

Farma Detein Hein . Jis ki tasdeeq Rasool Allah S.A.W. ki hadees mubarka ki ru se bian ki ja

rahi hai .

Hadees e Nabwi (S.A.W.)

Hazrat Jabir (R.A.) kehte hain k main nay Rasool Allah (S.A.W.) ko farmatay huye suna.Jo

koi Banda Allah say Dua kar k mangta hai Allah usay ya to uski mangi hui cheez day deta

hai ya us Dua k natijay main us Dua k misal us par i hui musibat door kar deta hai. Jab tak

us nay kisi gunah ya qata rehmi (rishta nata tornay) ki dua na ki ho.

(Ref: sunan tirmazi hadees no 3381)

Dua Ki Qaboliat Ki 3sri Sorat

Dua Ki Qaboliat Ki Is Teesari Sorat Mein Allah Ki Zaat Ap Ki Dua ko Akhirat K liye Jama Farma

Lete Hein . Aur Akhirat Mein us Dua ki Qabooliat us Ki Bakhshish Ki Sorat Mein Farmate Hein .

Qabooliat Ki Is Teesari Sorat K Bare Mein Rowayiat Hai K Qiamat K Din Bohat Se Afrad Aise

Hon Gay Jinhon Ne Khuch Naikiyan Nahi Ke Hon Gee Mager WO Naikian un K Nama e Amal

Mein Hon Gee .

Wo Log Sawal Krein Gay K Ya Allah Ye Naikian To Ham Ne Ki He Nahin To Ye Hmare Nama e

Amal Mein Kaise Hein? To us Afrad Ko Ye Jawab Mile Ga K Ye Wo Duain Hein Jo Dunia Mein

Qabool Nahi Howein Aur Iska Ajar Akhrat Mein Ap Ko Diya Gia Hai .

 

دعائےباطن
ہر انسان پر زندگی میں کبھی نہ کبھی ایسا وقت ضرور آتا ہے جب اسے ہر طرف سے پریشانیاں، بیماریاں، مصائب، ذلت اور مایوسیاں گھیر

لیتی ہیں ۔اس وقت وہ دوسرے انسانوں سے کہتا ہے کہ اللہ کی بارگاہ میں میرے لئے دعا کرنا ۔ دوسروں سے اپنے لئے دعا کروانا اس لئے

بھی افضل ہے کیونکہ اس کا حکم خود رسول اللہ ﷺ دے رہے ہیں۔

حدیث مبارکہ کی رو سے دعا کروانے کی فضیلت
رسول اللہ ﷺ نے ایک مرتبہ صحابہ کرامؓ سے ارشاد فرمایا

تابعین میں سے ایک بزرگ ہیں جن کانام اویسؓ ہے۔وہ اپنی والدہ کے ساتھ حسن سلوک کرتے ہیں۔اگر وہ اللہ کے بھروسے پر قسم کھا بیٹھیں

تو اللہ تعالیٰ وہ قسم پوری کر دے۔ انہیں سفید داغ (برص) تھا۔(اگر تمہاری ان سے ملاقات ہو تو) تم ان سے گزارش کرو کہ وہ تمہارے لئے دعائے مغفرت کریں۔ صحیح مسلم
کسی دوسرے انسان کے دکھ درد اور پریشانی کو محسوس کرتے ہوئے اللہ کی بارگاہ میں اس کے لئے دعا کرنے کی فضیلت کس قدر ہے کہ جس کی تصدیق خود رسول خدا ﷺ نے فرمائی۔

 

دوسروں کے لئے دعا مانگنے کے فضائل

حضرت ابولدرداؓ سے روایت ہے کہ حضرت محمد مصطفٰی ﷺ نے فرمایا

کسی مسلمان کی اپنے مسلمان بھائی کے لئے اس کی غیر موجودگی میں کی گئی دعا ضرور قبول ہوتی ہے۔ اس (دعا کرنے والے) کے سر پر

ایک فرشتہ مقرر ہوتا ہے اور جب بھی وہ اپنے بھائی کے لئے خیر و بھلائی کی دعا کرتا ہے تو فرشتہ آمین کہتے ہوئے یوں کہتا ہے
اللہ تمہیں بھی وہ خیر و بھلائی عطا کرے جو تم اپنے بھائی کے لئے مانگ رہے ہو۔ صحیح مسلم ۷۱۰۵

رسول اللہ ﷺ رحمت العالمین خیر البشر ہیں جن کے وسیلے سے انسانیت تک خیر پہنچتا ہے اور ہر وہ انسان سرکار دوجہاں ﷺ کے

نقش قدم پر چل رہا ہے (یا چلنے کی کوشش کرتا ہے) جو دوسروں کے لئے خیر چاہتا ہے۔ہم نے بھی سرکار دوجہاں ﷺ کے نقش قد م پر

چلتے ہوئے انسانیت کی خیر کے لئے دعا ئے البشریہ (انسانیت کے لئے دعا)کے نام سے ایک دعا پروگرام شروع کیا ہے تاکہ دنیا میں جہاں

کہیں بھی رسول اللہ ﷺ کی محبت میں ان پر درود پاک پڑھ کر محمد و آل محمد ﷺ کے وسیلے سے اللہ سے دعا کرنے والے افراد موجود

ہیں وہ اس دعا کا فیض پا سکیں۔

دعائےباطن میں شامل ہونے والے سائلین
ہم آپ کو بتاتے چلیں کہ بے شمار افراد دعائے باطن میں شرکت کر رہے ہیں ۔ جن میں والدین، بزرگ، طالبعلم ,مسافر، یتیم، مظلوم، اساتذہ بھی شامل ہو تے ہیں۔

تین افراد جن کی دعائیں رد نہیں ہوتیں
حضرت ابو ہریرہؓ کہتے ہیں کہ رسول اللہ ﷺ نے فرمایا ۳ دعائیں ہیں جن کی قبولیت میں کوئی شک نہیں
مظلوم کی دعا
مسافر کی دعا
والد (اور والدہ) کی دعا اپنی اولاد کے حق میں / حوالہ سنن ابن ماجہ حدیث نمبر ۳۸۶۲

یاد رہے کہ اس دعا میں شامل ہونے والے جن افراد کا ذکر یہاں کیا گیا ہے اور جن کا ذکر ابھی تک نہیں کیا گیا وہ سب افراد اللہ کے حضور ان

سب افراد کی صحت و سلامتی، روزگار، شادی، سفر، تعلیم، شفاء، سکون اور دیگر مسائل کے حل کے لئے دعا کرتے ہیں جو دعائے باطن میں

شامل ہوتے ہیں۔ اس دعا میں شامل ہو کر آپ لاکھوں والدین، مسافر وں، بزرگوں، بھائیوں ، بہنوں اور سلسلہ کے بزرگوں اور تمام ممبران کی

بے لوث دعائیں حاصل کر پائیں گے ۔
دعائے البشریہ کے بڑھتے ہوئے فیض کو دیکھ کر اس دعا کو پہلی بار منظر عام پر لایا جارہا ہے تا کہ زیادہ سے زیادہ افراد اس دعا میں

شرکت اختیار کر سکیں۔دعا میں شامل ہونے سے پہلے اس چیز پر غورو فکر ضرور کرلیں کہ آپ اس دعائے البشریہ کا حصہ بننے جا رہے

ہیں جہاں پر بناء روپے پیسے خرچ کئے، بناء گھر سے باہر نکلے، بناء کسی نامحرم کا سامنا کئے ، شریعت کی حدود میں رہ کر آپ لاکھوں

افراد کی بے لوث دعائیں حاصل کر کے اور خود بھی ان کے لئے دعا کرکے اللہ اور رسول خداﷺ کی رضا بھی پا لیں گے اور مشکلات زندگی

سے نجات بھی۔دعا میں شمولیت کا طریقہ بتانے سے پہلے ہم ایک سائل کا ذکر یہاں ضرور کرنا چاہیں گے جسے دعائے البشریہ میں شامل

ہوکر دوسروں کے لئے دعا کرنے کی برکت سے زیارت محمد مصطفی ﷺ کا شرف ملا۔اس شخص کو ملنے والے فیض کا مشاہدہ ہم ایمان

کی تقویت کے لیے بیان کر رہے ہیں۔

دعا میں شامل ہونے کا طریقہ
اگر آپ دعائےباطن میں شامل ہوکر اپنے لئے لاکھوں افراد سے دعا کروانا چاہتے ہیں تو آپ پر بھی لازم ہوگا کہ خلوص نیت کے ساتھ آپ بھی

نیچے دی گئی دعا کو دہرائیں اور پھر دعا فارم میں اپنا نام، والدہ کا نام، مسئلہ اور دعا لکھ کر ہمیں ارسال کریں۔ انشاء اللہ آپ کا نام دعائے

باطن کے لاکھوں ممبران اور سلسلہ کے بزرگوں کو دعا کے لئے ارسال کر دیا جائے گا۔ جہاں پر آپ کانام لے کر اللہ کے حضور خصوصی دعا

کروائی جائے گی انشاء اللہ۔

دعا میں شامل ہونے کے لئے کیا پڑھنا ہے؟
دعائے باطن میں شامل ہونے کے لئے آپ نے ایک بار نیچے دئے گئے مناجات کو عربی یا اردو میں پڑھ کر اخر میں ایک بار درود شریف تلاوت کر لیں

اے رحیم و کریم مولا ہم تجھ سے تیری رحمت اور محمد و آل محمد ﷺ کے وسیلے سے دعا کرتے ہیں کہ تو ہماری مغفرت فرما دے اور ہر اس فرد کی دعا کو بھی قبول فرما جس نے تیرے حبیب حضرت محمد مصطفی ﷺ پر درود پڑھا اور تجھ سے محمد و آل محمد ﷺ کے وسیلے سے مانگا۔

نوٹ: یہ دعا کرنے کے بعد آپ دعا فارم میں اپنی دعا لکھ کر ارسال کردیں۔ انشاء اللہ آپ کا نام دعا میں شامل کر لیا جائے گا۔

 

 

 

WeCreativez WhatsApp Support
Our customer support team is here to answer your questions. Ask us anything!
👋 Hi, how can I help?